Mai TaNhai Ko TaNhai me TaNha Kese Chhod Doon,
TaNhai Ne TaNhai Me TaNha Mera Sath Diya Hai…
Nahi Aitbaar Mujhe Kisi Per
Har Koi Pyar Mein Farebi Hai,
’dost’
Mujhe Fakhar He Apni TaNhai Par
Jis Ne Mujhe Kabhi TaNha Nahi Chhoda.
Har kisi ke naseeb main kahan likhi hain Chahatein,
Kuch log duniya main aate hain faqat TaNhaiyo ke liye.
"TaNhai Me Rone Ka Maza Kuch Aur Hai
DiL Ke Tootne Ki Wajah Kuch Aur Hai
Na Aansu Na Maut Na Hi Zindagi
Pyar Karne WaLo Ki Saza Hi Kuch Aur Hai.
Haqeeqat Se Hoon Dhoor,
Ye Mujh Ko Hai Pata.
Par Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai.
Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi.
TaNhai Main Kuch Der Rona Acha Lagta Hai.
Teri Mohabbat ki keemat mai aj bhi chuka rahi hun,
In raaton ki TaNhayio mai madhosh gun-guna rahi hun.
Khushi aansun shab e furkat wasal e yaar TaNhaiya
Khuda hi jaane mohabbat kaun si manzil ko kehte hain.
Meri TaNhaiya karti hain jinhe yaad sada,
un ko bhi meri zaroorat ho zaroori to nahi..
Main Apni Raaton Ka Jagna Kis Se Karun Bayan,
Bas Aik TaNhai Hai Jo Puchhti Bhi Nahi Or Galay Laga Laiti Hai…
Qiyamat hai dil e mehjawar ka ehsas e TaNhai,
Akele ab to hum aksar bhari mehfil me rehte hain.
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko
Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko
Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi
To Tum Bhi TaNhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko..
Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai Hai
Khamoshi Se Ek Caahat Si Hogai Hai
Na Shikwa Na Shikayat Karne Ki Zarurat Hai
Kyuki Is Tanhai Se Abb Mohbbat Si Hogai Hai
Kyu Hame Kisiki Talash Hoti Hai
Kyu Dil Ko Kisiki Aas Hoti Hai
Chand Ko Dekho Vo B TaNha Hai
Fir B Uski Chandni Se Roshan Raat Hoti Hai
Pyar Kisi Se Jo Karoge Ruswai Hi Milegi
Wafa Kar Lo Chahe Jitni Bewafaai Hi Milegi
Jitna Marzi Kisi Ko Apna Bana Lo
Jab Ankh Khulegi TaNhai Hi Milegi..

0 comments:
Post a Comment