SHAYARI ....



नज़र अंदाज़ करते ह़ो.. ???
तो ल़ो हट ज़ाते हैं नज़रों से.....
पर ईन्ही नज़रों से ढुढोंग़े..
जब हम नज़र ना आयेगे...!!



तेरी मोहब्बत से ले कर तेरे अलविदा केहने तक...
मेने सिर्फ तूझे चाहा, तूझ से कूछ नहीं चाहा !



कोशिश ज़रा सी करता तो मिल ही जाती मैं ....
उसने मगर अपने दिल में ..... ढूँढा नहीं मुझे...!



आ ही जाता है मेरे लबों पर तेरा नाम
ना जाने क्यों अक्सर,
कभी तेरी तारीफ़ में,
कभी तेरी शिकायत में...!



मत दिया कर कसम मुझे अपने सर की
हाथ तेरे सर पे होता है बोझ मेरे सर पे...!



ला वापस दे दे मेरा दिल
अब क्यूँ तेरे पास रहें
क्या फायदा एसी मोहब्बत का
कि मैं भी उदास रहूँ तू भी उदास रहे..!



ये जो आजकल तुमने खुद को बदला है...
ये वाकई बदला है,,या फिर किसी बात का "बदला" है.!




छोड दिया सबको बिना वजह तंग करना
जब कोई अपना समझता नही तो
किसी को अपनी याद दिला के क्या करना...!



"राज" तो हमारा हर जगह पे है...!!
पसंद करने वालों के "दिल" में,
और नापसंद करने वालों के "दिमाग " में...!



जल जाते हैं मेरे अंदाज़ से मेरे दुश्मन
क्यूंकि एक मुद्दत से मैंने न मोहब्बत बदली और न दोस्त बदले !.



अच्छा किया जो तोड़ दिया तुमने दिल मेरा
इसको भी बहुत गुरुर था तुम्हारी तरह. !




नाम तो लिख दूँ उसका अपनी हर शायरी के साथ;
मगर फिर ख्याल आता है,
मासूम सा है सनम मेरा कहीं बदनाम ना हों जाये !


तुम बदले तो मज़बूरिया थी....
हम बदले तो बेवफा हो गए !!!


"गलत कहते हैं लोग कि संगत का असर होता है, 
वो बरसों मेरे साथ रहे फिर भी बेवफा निकले।"



shayari on Barish



Tumhe pehli barish pasnd hai or mujhe barish me tum
Tumhe hasna pasand hai mujhe hastey huye tum,
Tumhe humse bat krna psnd hai, mujhe bolte hue tum
Tumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…



Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
Jab tez hawayein chalti hai to jaan hamari jati hai,
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai.



Mausam tha beqarar tumhein sochate rahe
Kal raat bar bar tumhein sochate rahe
Baarish hui to lag kar ghar ke dareeche se hum
Chup chap beqarar tumhein sochate rahe.



Kash meri zindegi mein aaye ek aisi barsaat
Mere hath mein ho tera hath
Bheegte rahein hum saari raat
Honth rahe khamosh
Bas aankhon se ho teri meri baat.



Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.



Aaj halki halki baarish hai,
Aaj sard hawa ka raqs bhi hai,
Aaj phool bhi nikhre nikhre hain,
Aaj un main tumhara aks bhi hai,



Tadap kar jalta hai yeh dil
Boond ban jaane ko man karta hai
Barish ki boond ki tarah
Tere seene se lipat jaane ko dil karta hai.



In barishon se adab-e-mohobbat seekho yaaro
Agar yeh ruth bhi jayein to barasti bohot hain.



Barishon ke mosam mein,
Tum ko yaad karney ki,
Aadatien purani hain!....,
Ab ki bar socha hai,
Aadatien badal dalein,
Phir khayal aaya ke ,
Aadatein badalne se,
Barishein nahin rukti.



Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi,
Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke the jisne hamein duniya mein akela chhod diya,
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi.



Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake.



Kisne bheege hue baalon se ye jhatkaa pani,
Jhoom ke aayi ghata toot ke barasa pani.
Koi matawali ghata peeke jawani ki umang,
Dil baha le gaya barsat ka pehala pani.



Bin badal barsaat nahin hoti,
Suraj doobe bina raat nahin hoti,
Ab kuchh aise haalat hain hamare ki,
Aapko dekhe bagair din ki shuruwat nahin hoti.


Rimjhim barsati barsaat mein
Milane jab bhi tum aati ho
Pani ki yeh boondein tum par
Kyun itna sitam mujh per dhati ho


Jhoolti hain tumhare balo par
Palkon par attak kahin jaati hain
Galon ko tumhare chhute hue
Gale se lipat si aati hain
Najar hamari behakti hai
Dil ki dhadkan badh jaati hai
Bohat jalta hai yeh man
Boond jab tumahre seene mein chhup jaati hai

DIL KI BAATE



Jamane se nahi to tanhai se darti huPyar se nahi to ruswai se darti hu
Milne ki umang bahot hoti hai dil me
Lekin milne ke baad teri judai se darti hu.....



Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar
Tere lab pa khilenge muskaan bankar
Kabhi hamein apne se juda na samajhna
Hum tere saath challenge aasmaan bankar.....



Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai
Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai
Mushkil hota hai jawab dena
Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai....



Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha....



Aapki Muskurahat ne hame behosh kar diya
Hum Hosh me aane hi waale the
ki Aapne fir se muskura diya......



Bina dard ke ansu bahaye nahi jate
bina pyar ke rishte nibhaye nahi jate
e dost ek baat yaad rakhna bina dil diye
dil paye bhi nahi jate.



Mast nazron se dekh lenaa tha
Agar tamanna thi aazmane ki
Hum to behosh yu hi ho jaate
Kya zaroorat thi muskurane ki.....



Badi Muddat se chaha hai tujhe
bade Duaon se paya hai tujhe
tujhe bhulane ki socho bhi to kaise
Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe....



Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka
shehed
Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehboob uski
sarhad.



Dil ko manana gar hota aasaan
na karta kisi ko yun ye pareshaan
tanha na rahta bhari mehfil me
na hoti woh halat jo ho na sake bayaan.....



Tapish Suraj Ki Hoti Hai,
Jalna Zameen Ko Parta Hai
Qusur Aankhon Ka Hota Hai
Tarapna Dil Ko Parta Hai....



Kismet se apni sabko shikayat kyu hai
Jo nahi mil sakta usi se mohabbat kyu hai
Kitne khade hai raho pe
Phir bhi dil ko usi ki chahat kyu hai....



Chand ki raton mein sara jahan sota hai
Lekin kisi ki yadoon mein koi badnaseeb
rota hai
Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare
Agar kare to kisi ko juda na kare....



Yun dur rehkar duriyon ko badhaya nahi karte
Apni deewani ko sataya nahi karte
Har waqt bas jise tumhara khyal ho
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.....



Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai
Hame aap yuhi sharabi na kahiye,
Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai.....



Dil se tumhe kaise mita de
Hum tumhe kaise bhoola de
Ji to chahata hai duniya chhod de
Ya phir judai dene wale in duniya walo ko
phod de.....

Recommended Post Slide Out For Blogger