SHAYARI for DOSTI

Ek nazar ko Ek nazar ki talash hai,
Har dil me chupa Ek Ehsaas hai
Apse dosti yun hi nahi chahte Hum
Kya karen "SEEMA" ki pasand hi kuch KHAS hai.

 Dukh hai Dard hai toh Dawa hai DOSTI
Iss Gutan bhari Zindagi ki haseen Fiza hai DOSTI
Jo na samjhe uske liye Kuch nahi
Jo samjhe uske liye KHUDA hai DOSTI.

 Mehak ki tarah fizao me rahna
Khushiya bankar havao me behna
DOSTI hoti hai risto ka anmol gehna
isliye is DOST ko kabhi alvida na kahna.

Zindagi mein hamesha naye DOST milenge
Kahi zyada to kahin kum milenge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.

 Apki DOSTI hamare suro ka SAAJ hai
Aap jaise DOST par hame NAAZ hai
Chahe KUTCH bhi ho jaye Zindgi mai
Ye rista KAL bhi waisa hi rahega jaisa aaj hai.


 Yaad amar hai Zindgi ke safar me
Hamne to chhupai hai tasvir zindgi me
Kaise kar sakte hai aap DOSTI zindgi me
YAADGAR hai aap to sada hamari NAZAR me .

 HIchkichate hue mile the jin DOSTO se
Kya pata tha wo hi zindgi ke mayne ban jayenge
Kuchh Yaad rahe na rahe Zindgi me
Par ye DOST hamesha YAAd ayenge.

 Ek DOST dost ke liye kya hota hai ??
Shayad KHUDA se bhi badhkar hota hai
Radha to roti hai Krishna ke liye
Par Krishna to Sudama ke liye rota hai.

 Jiye hue lamho ko Zindgi kahte hai
Jo dil ko sukhun de use KHUSHI kahte hai
Jiske hone ki khushi se Zindgi mile
Aise risto ko hum DOSTI kahte hai.

DOSTI
Shabd nahi jo kaha jaye
Ruh nahi    jo mit jaye
Safar nahi  jo mukaam paye
Ye wo EHSAAS he
Jiske liye jiya jaye to
ZINDGI kam pad jaye.

Tum DOST banoge ye kaha pata tha
Dost me bhi KHASH banoge ye kaha pata tha
Tumhare bina bhi ZINDGI thi
par fir tum hi ZINDGI ban jaoge ye kaha pata tha.

 Milte hai achhe DOST sirf khushnasibo ko
Hamari kismat se jalna chhod do
Agar tamana ho milne ki Hamare DOST se
To bas nazar aaine ki aur mod do.

Bhulana chaho to bhi yaad hamari ayegi
Dil ki gaherai mai hamari bate bas jayegi
Dhundhne chale ho hamse behtar DOST
Talash tumhari hamse suru hokar hum pe hi khatm ho jayengi.

 DOSTI se aaj pyar sharmaya hai
Apki DOSTI ne hame har pal me jina sikhaya hai
Kya mange khuda se hum
Woh to khud aaj mere dwar par apki DOSTI mangne aya hai.

0 comments:

Post a Comment

Recommended Post Slide Out For Blogger